Tuesday, January 15, 2019

Goggle Adsense kya hai Adsense se paise kaise Kamaye ? In Hindi

Adsense kya hai ? Adsense se kaise paise kamaye? 


Aaj hum baat karenge Adsense ke Ads ke Bare mein ki adsense ke Ads Blog me kese lagate he ? Bahut se Friends Aksar ye Question puchate hai ki Blog me Ads kese lagaye Me un sabhi Questions ke Answer is post me de raha hoo. Agar koi kami rahe To mujhe comment me bataye. Adsense ad dikhane ke paise denewali badi company hai Agar hum iska sahi istemaal kare To Achakhasa paisa kama sakte hai.kuch log Adsense Account bana lete hain.or Apne blog me Ad bhi laga lete hai lekin sahi incom nahi kar pate Agar aap janna chahte ho ki unke saath aesa kyo hota hai To ye post Aap hi ke liye hai is post me hum iski wajah janenge.

Doston Aaj hum aapko online Advertisement me jo word use hote hai. Inke full name or Details samjate hai CPM, CPA, CPC, CTR,Pura naam or kese kare kaam karta hai  Agar aap kisi bhi online busness karna chahte hai To Advertisement me use hone wale word ka gyan hona jaruri hai  Agar aap Blogger hai to aap kisi na kisi
Advertisement Network ka ad apne blog par jarur use karte hoge.lekin aapko use hone vale turm ka pata hona bahut hi hi jaruri hai. Aap agar adsense ka use karte ho

Google Adsense kya hai ? 


Google adsense ek utkrusht ad network hai
Jiski proper company Google hai ye hame blog se paise Kamane me sahayata karti hai uska kam hai blog me high quality content or adhik traffic vale Blog  website par ad dikhana or inse honevale labh me se apna hissa katkar us blog ya website owner ko pradan karta hai jiske blog par lage ad se ye Revenue prapt karta hai yah Cpc ( Cost par click ) or (cost par impression) ke hisab se Blogger ko pay ment karta hai iske dvara Google Blog contest  user Location or aadi factor ko dhyan me rakhkar kisi blog par Ad post karta hai. Ad text, image, video ya intective media contest ke roop mein hote hai

Google Adsense ke Benefit kya hai ? 

Google Adsense ka sabse accha labh yahi hai ki inki sahayata se aap Blog se paise Kama sakte hai.jab koi visitor inke dvara lagaye gaye Ads par click karta hai to aapko paisa milta hai  Pehli baar Google Adsense Approve karna thoda kathin kam hai Approve ho jane ke baad aap unke niymo ka palan karte hai to aapko koi pareshani nahi hogi. Contexual ad network hona usse kya labh hoga Blogger ko Contexual Ad network ka arth yah he aapke blog ke niche Field se sabndhit Ads hi Aapke blog par lagate he.Exsampal ke liye ek car Reviews se sabndhit Blog par Google Ads car ke sabndhit Ads jese ki car loan Ads, car's Ads Tyres Ads foran Ads isse un Adsense ko click hone ki sambhavna badh jati hai or click badhne se Aapki income badhti jayegi 
Yah ad dikhane ke liye ek or method ka prayog bhi karta hai jisse cookie method kahate hai cookie method me ye visitor ki search History par aadhaarit Ads show karata hai is method se bhi click hone ki sambhavna badh jati hai. 

Google Adsense ka labh ye hai ki Blog owner ka pay ment direct Bank account se karta hai 


Google Adsense se kitna paisa kama sakte hai ? 

Google adsense se aap kitne Kama sakte hai uska answer to kisike pass bhi nahi hai Aapki kamai Cpc par nirbhar karti hai or cpc kabhi ek si nahi rehti  Yaha tak ye Google adsense bhi ye predict nahi kar sakta ki aap par click ke hisab se kitna paisa kama sakte hai kyoki Google adsense ki cpc kai factor par nirbhar karti hai aapke Blog ke niche ya topic ke hisaab se cpc kam ya jyada ho sakti hai. Health finance or legal aadi high cpc vale shetr hai jab ki Jokes, movies or facts aadi low cpc vale setr hai. 
Technology or computer moderate cpc vale setr hai 

Aapke blog ke traffic ka origin bhi cpc ke kam ya adhik hone ka karan hota hai  Agar aapke blog ka adhiktar traffic USA jese Developed desh se aata hai to iska cpc jyada hota hai, to uska cpc low hota hai lekin India  nepal jese desho se aata hai  
Aesa isliye hai ki viksit desho ki purchahasing power vikasshil desho ki tulna me jyada hai  kuch factor or hai jo aapki cpc ko prabhavit karte hai jese ki Ads ka sthan, Ads blending  or Ads ka prakaar
Text  image  videos inko kuch tariko ke dvara optimize bhi kiya ja sakata hai.

Ads pin kya hai janne ke liye Click here



No comments:

Post a Comment